Jaadu hai Nasha hai - JISM
*Jaadu hai, nasha hai, Madhoshiyaan
Tujhko bhulake ab jaun kahaan
Jaadu hai nasha hai, Madhoshiyaan
Tujhko bhulake ab jaun kahaan
Dekhti hai jis tarah se teri nazrein mujhe
Mai khud ko chhupaun kahaan (3)
Repeat (*)
Ye pal hai apna, to is pal ko jee le
Sholon ke tarah zara jal ke jee le
Pal jhapakte kho na jaana
Chhu ke kar lu yakeen
Na jaane pal ye paaye kahaan
Repeat (*)
Baahon me teri yun kho gaye hai
Armaan dabe se jagane lage hai
Jo mile ho aaj humko
Dur jaana nahi
Mita do saari ye dooriyaan
Repeat (*)
Dekhti hai jis tarah se teri nazrein mujhe
Mai khud ko chhupaun kahaan
Tujhko bhulake ab jaun kahaan
Jaadu hai nasha hai, Madhoshiyaan
Tujhko bhulake ab jaun kahaan
Dekhti hai jis tarah se teri nazrein mujhe
Mai khud ko chhupaun kahaan (3)
Repeat (*)
Ye pal hai apna, to is pal ko jee le
Sholon ke tarah zara jal ke jee le
Pal jhapakte kho na jaana
Chhu ke kar lu yakeen
Na jaane pal ye paaye kahaan
Repeat (*)
Baahon me teri yun kho gaye hai
Armaan dabe se jagane lage hai
Jo mile ho aaj humko
Dur jaana nahi
Mita do saari ye dooriyaan
Repeat (*)
Dekhti hai jis tarah se teri nazrein mujhe
Mai khud ko chhupaun kahaan
0 Comments:
Post a Comment
<< Home